Soyi soyi palkon pe chal ke
Mere sapnon ki khidki pe aa gaya
Aate jaate phir mere dil ke
Inn haathon mein wo khat pakda gaya
Pyaar kaa
Lafzon mein rang hai pyaar kaa
Bahaara bahaara
Hua dil pehli baar ve
Bahaara bahaara
Ke chain to hua faraar ve
Bahaara bahaara
Hua dil pehli pehli baar veeeee
Woooo kabhi dikhe zameen pe
Kabhi wo chaand pe
Yeeeee nazar kahe use yahaan
Main rakh loon baandh ke
Ik saans mein
Dhadkanon ke paas mein
Haan paas mein ghar banaayen
Haaye bhulen ye jahaan
Bahaara bahaara
Hua dil pehli baar ve
Bahaara bahaara
Ke chain to hua faraar ve
Bahaara bahaara
Hua dil pehli pehli baar veeeee
Aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa
Aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa
Aaaa aaaaa aaaa aaa aaaaa aaaaa aaaa
Aaaaa aaaaaa aaaaaaa
Joooo oooo ye badliyaan
Wo chhed den to chhalke baarishen
Woooo oooo ooo
De aahaten kareeb se
To bole khawahishen ke aaj kal
Zindagi har ek pal
Har ek pal se chaahe
Haaye jiska dil hua
Bahaara bahaara
Hua dil pehli baar ve
Bahaara bahaara
Ke chain to hua faraar ve
Bahaara bahaara
Hua dil pehli pehli baar veeeee
Soyi soyi palkon pe chal ke
Mere sapnon ki khidki pe aa gaya
Aate jaate phir mere dil ke
Inn haathon mein wo khat pakda gaya
Pyaar kaa
Lafzon mein rang hai pyaar kaa
Bahaara bahaara
Hua dil pehli baar ve
Bahaara bahaara
Ke chain to hua faraar ve
Bahaara bahaara
Hua dil pehli pehli baar veeeee