menu-iconlogo
huatong
huatong
shreya-ghoshal-jab-saiyaan-cover-image

Jab Saiyaan

Shreya Ghoshalhuatong
$™Sandipan✨♨️🄹🅂🄶♨️huatong
Lyrics
Recordings
Jab saiyaan

aaye shaam ko

Toh lag gaye

chaand mere naam ko

Jab saiyaan

aaye shaam ko

Toh lag gaye

chaand mere naam ko

Sar pe

rakh ke naach phiri main

Har jalte huye

iljaam ko

Jab saiyaan

aaye shaam ko

Toh lag gaye

chaand mere naam ko

Deewar-O-Dar

chaukhat waukhat

Ban gaye hai

sab saheli

Ye kuch puchhe,

wo kuch puchhe

Kitne jawaab doon

main akeli

Hazaaron

kaam mil gaye hai

Yun baithe bithaaye

iss nakaam ko

Jab saiyaan

aaye shaam ko

Toh lag gaye

chaand mere naam ko

Khud ko dekhne tak ki bhi

Fursat mujhko nahi milti

Unke Ishq ke noor ke aage

Samma

nahi jalti

Khud ko dekhne tak ki bhi

Fursat mujhko nahi milti

Unke Ishq ke noor ke aage

Samma

nahi jalti

Laakhon naaz lag gaye hai

Phir guroor ki

iss badnaam ko

Jab saiyaan

aaye shaam ko

Toh lag gaye

chaand mere naam ko

Sar pe rakh ke naach phiri main

Har jalte huye iljaam

More From Shreya Ghoshal

See alllogo

You May Like