Kyun?
Kyun?
Hum na saath the phir bhi teri kami hai?
Kyun?
Kyun?
Pakde haath par in aankho me nami hai
Kyun?
Kyun?
Teri bina lagti khaali zindagi hai
Kyun?
Kyun?
Bas kuch pal aur phir toh milna bhi nahi hai
Bas kuch aur pal, aur phir toh milna bhi nahi
Murjhaa gaya ye phool, isne khilna hi nahi
Main teri aankhon ki taareefon me raha tha itne din
Ab kya karunga jab inhone dikhna hi nahi
Tu mere khaabon ki tarha
Meri baaton ki tarha
Tu ishaaro ki tarha
Tu hai bahaaro ki tarha
Tune dekha tha hum dono ko bas yaaro ki tarha
Mai hi paagal sochta tha jo deewaano ki tarha
Ab tu shaant hoke sunti hai diwaaro ki tarha
Ab na milenge hum dono kinaaro ki tarha
Ab main dhoondta rahu tujhe sitaaron ki tarha
Kyunki bhoolna na chaahun tujhko yaadon ki tarha
Kyun?
Kyun?
Hum na saath the phir bhi teri kami hai?
Kyun?
Kyun?
Pakde haath par in aankho me nami hai
Kyun?
Kyun?
Teri bina lagti khaali zindagi hai
Kyun?
Kyun?
Bas kuch pal aur phir toh milna bhi nahi ha