Woh aisi chaand hai
Jise door se dekh kar hi muskura deta main
Usne dekhi kaafi amaavasein
Gaati na hai uska dil sehma hai
Ke koyal gaayegi
Woh raat aayegi
Woh muskuraayegi
Woh muskurayegi
Ke gar chali gayi
Toh bhi samayegi
Woh samayegi
Woh samayegi
Meri yaadon mein kabhi woh
Meri baaton me kabhi
Jo likhte rehta hoon mai
Mere gaano mein kabhi
Woh samaayegi
Woh samayegi
Samayegi
Uske liye bas ek aam sa kavi tha mai
Par woh bann chuki hai meri har kavita
Jaane kyun
Jaane kyun
Na jaane tu
Na jaane tu
Toh phir main
Khojta hi reh gaya
Sochta hi reh gaya
Baat bhi kare woh sur mein
Khota usmein reh gaya
Main hoon
Hoon
Nashe mein uske, main hoon
Main jaanta ki uske din na beetein acche
Woh baithi hai akele bas hain ghar ke kamre
Par pinjre mein toh na toh khush toh reh
Khush toh reh
Ke hoga sab sahi jab gaaye koyal sur mein reh ke sur me reh
Ke koyal gaayegi
Woh raat aayegi
Woh muskuraayegi
Woh muskurayegi
Ke gar chali gayi
Toh bhi samayegi
Woh samayegi
Woh samayegi
Ke koyal gaayegi
Woh raat aayegi
Woh muskuraayegi
Woh muskurayegi
Ke gar chali gayi
Toh bhi samayegi
Woh samayegi
Woh samayegi