Khud pe pehle na itna yakeen
Mujhko ho paaya
Mushkil si ghadiyan aasaan huin
Ab jo tu aaya
Ik baat kahun tujhse
Tu paas hai jo mere
Seene se tere sarr ko lagaa ke
Sunti main rahun naam apna
Seene se tere sarr ko lagaa ke
Sunti main rahun naam apna
O lekhdi tera naa jindari zaaniye
Bas rehna tere naal ve zuriye
Rehna tu pal pal dil ke paas
Judi rahe tujhse har ik saans
Seene se tere sar ko laga ke
Sunta main rahun naam apna
O o naam apna o o naam apna
Teri ungliyon se asman pe kheechun ek lambi lakeer
Adha tera adha mera iss jahan mein hum do ameer
Koi nazar na aye mainu
Tu duniya ton wakhri ho gayi
Uthan tainu takkda jawan
Tu hi meri naukri ho gayi
Duriyan ek pal bhi na gawara ho
Chal ghoome duniya phir sang awara ho
Seene se tere sarr ko lagaa ke
Sunti main rahun naam apna
Seene se tere sarr ko lagaa ke
Sunti main rahun naam apna
Naam apna naam apna naam apna