Jise zindagi dhoondh rahi hai kya ye woh makaam
Mera hai yaha chain se bas ruk jaaun kyun dil ye mujhe
Kehta hai jazbaat naye se mile hain
Jaane kya asar yeh hua hai
Ik aas mili phir mujhko jo
Qubool kisi ne kiya hai
Kisi shaayar ki ghazal jo de rooh ko
Sukoon ke pal
Koi mujhko yun mila hai jaise banjaare ko ghar
Naye mausam ki sehar yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar
Jaise koi
Kinaara deta ho sahaara mujhe wo mila kisi mod par
Koi raat ka taara karta ho jaana waise hi roshan
Kare woh shehar
Dard mere woh bhula hi
Gayaa kuch aisa asar huaa jeena
Mujhe phir se woh sikha rahaa
Hmm jaise baarish kar de tar yaa
Marham dard par koi mujhko yun mila hai
Jaise banjare ko ghar
Naye mausam ki sehar yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar
Muskaata yeh chehra deta hai jo pehraa jaane
Chhupata kya dil ka samandar
Auron ko toh hardam saaya deta hai woh dhoop mein hai
Khada khud magar chot lagi hai usey phir kyun mehsoos
Mujhe ho raha hai dil tu bata de kya hai iraada tera
Main parinda besabar tha uda jo darbadar
Koi mujhko yun mila hai jaise banjarey
Ko ghar naye mausam ki sehar yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun
Mila hai jaise banjare ko ghar jaise banjare ko ghar
Jaise banjare ko ghar