Ishq jaise hai ek aandhi
Ishq hai ek toofan
Ishq ke aage bebas hai
Duniya mein har insaan
Ishq mein sab deewane hain
Ishq mein sab hairan
Ishq mein sab kuch mushkil hai
Ishq mein sab aasan
Dekho pyaare yeh nazaare
Yeh deewane, yeh parwane
Hain ishq mein kaise ghum
Haaye! Tumse mil ke dil ka
hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
Tumse mil ke dil ka
hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, dumma
Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, duum
Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, dumma
Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, duum
Dil to hai ek raahi jana,
dil ki tum manzil ho..
Dil to hai ek kashti jana,
jiska tum saahil ho..
Dil na pir kuchh mangge jana,
tum agar haasil ho..
Dil to hai mera tanha jana,
aao tum mehfil ho..
Ishq se hi saari kushiyan,
ishq hi barbaadi
Ishq hai pabandi lekin,
ishq hi azaaadi
Ishq ki duniya mein yaaron,
khwaabon ki aabaadi,
Kho gaya hai jis ko manzil,
ishq ne dikhla di
Dekho pyaare yeh nazaare
Yeh deewane, yeh parwane
Hain ishq mein kaise ghum
Haaye! Tumse mil ke dil ka
hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
Tumse mil ke dil ka
hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, dumma
Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, duuum
Tumko pooja hai,
tumhari, hi ibaadat ki hai,
Humne jab ki hai,
to phir aise, mohabbat ki hai,
Humne jab ki hai,
to phir aise, mohabbat ki hai.
Dil mera paagal hai jana,
isko tum behla do..
Dil mein kyun halchal hai jana,
mujhko tum samjha do..
Lehka jo aanchal hai jana,
isko tum lehra do ooo..
Zulfe jo baadal hai jana,
mujhpe tum barsa do..
Jaan le ke aaya hai,
tera yeh deewana..
Jaan tujh pe mit jaayega,
tera yeh parwaana,
Jana mere dil mein kya hai,
toone yeh na jana..
Jana tujhko yaad aayega,
mera yeh afsana..
Dekho pyaare yeh nazaare
Yeh deewane, yeh parwane,
Hain ishq mein kaise ghum
Haaye! Tumse mil ke dil ka
hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
Tumse mil ke dil ka
hai jo haal kya kahein
Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahein
Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, dumma
Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, duuum
Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, dumma
Dum tara, dum tara, dum tara
Dum tara, dum tara, dum tara, duuum