M:= Kitna pyar tumhe karte hain,
Aaj hume malum huwaa
===================
M:= Kitna pyar tumhe karte hain,
Aaj hume malum huwaa
Kitna pyar tumhe karte hain,
Aaj hume malum huwaa
Jeete nahin tum par marte hain,
Aaj hume malum huwaa
F:= Kitna pyar tumhe karte hain,
Aaj hume malum huwaa
Kitna pyar tumhe karte hain,
Aaj hume malum huwa
Jeete nahin tum par marte hain,
Aaj hume malum huwaa
M:= Kitna pyar tumhe karte hain,
Aaj hume malum huwaa
====MUSIC====
M:= Idhar aao ke deewana Tumhara
humko banna hai
====================
M:= Idhar aao ke deewana Tumhara
humko banna hai
F:= Hum in bahon mein kho jaye
Humari, bhi tamanna hai
====================
M:= Iske liye abb tak tarse hain
Aaj hume malum huwaa
F:= Kitna pyar tumhe karte hain,
Aaj hume malum huwaa
M:= Jeete nahin tum par marte hain,
Aaj hume malum huwaa
F:= Kitna pyar tumhe karte hain,
Aaj hume malum huwaa
====MUSIC====
F:= Wahi tum ho
magar Kyun tumpe itna
Humko pyar aaya
====================
F:= Wahi tum ho
magar Kyun tumpe itna
Humko pyar aaya
M:= Tumhare paas
mai bhi Aaj kitna
bekaraar aaya
====================
F:= Iske liye mare phirte hain
Aaj hume malum huwaa
M:= Kitna pyar tumhe karte hain,
Aaj hume malum huwaa
F:= Kitna pyar tumhe karte hain,
Aaj hume malum huwaa
M:= Jeete nahin tum par marte hain,
Aaj hume malum huwaa.