Bada mehenga pada hai dil lagana
O bada mehenga pada hai dil lagana
Ke rabba pyaar kyun kar liya haaye
Ke rabba pyaar kyun kar liya
Mana karta tha sara zamaana han
Roka dil ko tha par dil na maana
O rabba pyaar kyun kar liya
Ke rabba pyaar kyun kar liya
O bada mehenga pada hai dil lagana
Ke rabba pyaar kyun kar liya han
Ke rabba pyaar kyun kar liya
Ankhiyon ke raste se
Chori se chupke se
Kahe mila re mujhko tu
Sapne akele the
Jaise the mere the
Kuch na thi meri aarzoo
Kya hai dil da haal ve
Jeena muhaal ve
Woh bhi kamaal tha
Yeh bhi kamaal ve
Mile thor na koi thikana han
Apna ban baitha koi anjaana
O rabba pyaar kyun kar liya
Ke rabba pyaar kyun kar liya
O bada mehenga pada hai dil lagana
Ke rabba pyaar kyun kar liya haaye
Ke rabba pyaar kyun kar liya
Khushboo ki raahon mein
Dil ki panahon mein
Rehta hai bas tu hi tu
Chanda koi chahe
Suraj koi mange
Mujhko hai teri justajoo
Kya bolun ishq mein
Kya haal ho gaya
Yeh pyaar phool sa
Kantein chubho gaya
Dil kare raat jagna jagaana
Ho gaya band khaabon ka aana
O rabba pyaar kyun kar liya
Ke rabba pyaar kyun kar liya
O bada mehenga pada hai dil lagana
Ke rabba pyaar kyun kar liya haaye
Ke rabba pyaar kyun kar liya