jogiyaaa..
Mere Khwabo Mein Aa Dhadkano Mein Sama
Aake Jalwa Dikha Jogiya
Mere Khwabo Mein Aa Dhadkano Mein Sama
Aake Jalwa Dikha Jogiya
Ab Tere Bina Dil Lagta Nahi
Aake Dil Ko Laga Jogiya
Aakhen Mere Dars Ko Tarse
Yaad Mein Teri Naina Barese
Hoto Pe Hai Naam Tera
Saason Mein Hai Naam Tera
Ho Mera Dil Gaya Gaya Gaya Gaya Gaya
Lagan Lagan Lagan Lagan
Lagan Lagan Lag Gai Hai
Tumse Meri Lagan Lagi
Ho Lagan Lagan Lagan Lagan
Lagan Lagan Lag Gai Hai
Tumse Meri Lagan Lagi