Jinke sar ho ishq ki chhaaon
Paaon ke neeche jaanat hogi
Jinke sar ho ishq ki chhaaon
Woh yaar hai jo khushboo ki tarah
Jiski zubaan urdu ki tarah
Meri shaam raat, meri kaayanat
Woh yaar mera sainya sainya
Chal chhaiya chhaiyya…
Chal chhaiya chhaiyya…
Chal chhaiya chhaiyya…
Chal chhaiya chhaiyya…
#Interlude#
Gulposh kabhi itraaye kahin
Mehake to nazar aa jaaye kahin
Taaveez banaake pehnoon usey
Aayat ki tarah mil jaaye kahin
Mera naghma vohi mera qalma vohi
Mera naghma vohi mera qalma vohi
Mera nagma nagma…
Mera Qalma Qalma…
Mera nagma nagma…
Mera Qalma Qalma…
Yaar misaal-e-os chale
Paaon ke tale firdous chale
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Main hawa pe dhoondu uske nishaan
Sar ishq ki chaaon chal chaiyya chaiyya
Sar ishq ki chaaon chal chaiyya
Paau janat chale chal chaiyya chaiyya
Paau janat chale chal chaiyya
Chal chhaiya chhaiyya…
Chal chhaiya chhaiyya…
Chal chhaiya chhaiyya…
Chal chhaiya chhaiyya…
#Interlude#
Main uske roop ka shaidaai
Wo dhoop chhaanv sa harjaai
Wo shokh hai, rang badalta hai
Main rangroop ka saudaai
(Main rangroop ka saudaai)
Jinke sar ko ishq ki chhaao
Paaon ke neeche jannat hogi
Shaam raat meri kaaynaat
Vo yaar mera sainya sainya
Chal chhaiya chhaiyya…
Chal chhaiya chhaiyya…
Chal chhaiya chhaiyya…
Chal chhaiya chhaiyya…