menu-iconlogo
logo

Awaz De Kahan Hai

logo
Lyrics
Aawaz de kahaan hai

Duniya meri jawaan hai

Aabaad mere dil mein

Ummeed ka jahaan hai

Duniya meri jawan hai

Aawaz de kahaan hai

Jaise chaandni ki

Baarat Jaa rahi hai

Aaa raat jaa rahi hai yun

Jaise chaandni ki

Baraat Jaa rahi hai

Chalne ko ab falak se

Taaron ka kaarvaan hai

Chalne ko ab falak se

Taaron ka kaarvaan hai

Aaise mein tu kahaan hai

Duniya meri jawaan hai

Aawaz de kahaan hai

Qismat pe chha rahi hai kyun

Raat ki siyaahi

Qismat pe chha rahi hai kyun

Raat ki siyaahi

Viraan hai meri neendein

Taaron se le gavaahi

Viraan hai meri neendein

Taaron se le gavaahi

Barbaad main yahaan hoon

Aabaad tu kahaan hai

Barbaad main yahaan hoon

Aabaad tu kahaan hai

Be dard aasmaan hai

Dunya meri jawaan hai

Aawaz de kahaan hai

Aawaz de kahaan hai

Awaz De Kahan Hai by Surendra/Noor Jehan - Lyrics & Covers