Ghata chha gayi hai
bahaar aa gayi hai
Ho ghata chha gayi hai
bahar aa gayi hai
ho ye rut humpe yun meharban ho gayi hai
Mohabbat meri ab jawaan ho gayi hai
Ghata chha gayi hai
Bahar aa gayi hai
Ho main pyaasa rahi tu panghat ki rani
Bujha pyaas meri teri meharbani
Ghata chha gayi hai
bahaar aa gayi hai
Ye dooriyaan faasle kyu
Ab dil se dil ko jod do
Ye duriya fasle kyu
Ab dil se dil ko jod do
Aa tujhko baahon mein bhar loon
Aa tujhko baahon mein bhar loon
Ho laaj ke pehre tod do
Kahin kho gayi hoon teri ho gayi hoon
Hoo main pyasa rahi tu panghat ki rani
Bujha pyas meri teri meharbani
Ghata chha gayi hai
bahar aa gayi hai
Tu mere bachpan ka sathi
Kheli khel tere angana
Tu mere bachpan ka sathi
Kheli khel tere aangana
Aayi jawani to pehna
Aayi jawani to pehna
Ho kangana tere naam ka
Dil aa gaya hai
ke nasha chha gaya hai
Ho ye rut humpe yoon meharba ho gayi hai
Mohabbat meri ab jawaan ho gayi hai
Ghata chha gayi hai
bahaar aa gayi hai
Leke zamaane ki khushiyaan
Aa chaldoon tere sang mein
Leke zamaane ki khushiyaan
Aa chaldoon tere sang mein
Ye teri kaaya hai kori
Ye teri kaaya hai kori
Ho rang du pyar ke rang mein
Utre jo saawan mann gaaye saajan
Ho mai pyasa rahi tu panghat ki rani
Bujha pyas meri teri meharbani.
Ghata chha gayi hai
bahar aa gayi hai
ghata chha gayi hai
bahaar aa gayi hai
ho ghata(singer1) lalala(singer2)
bahar aa gayi hai(both)
la la la(singer1)ghata chha(singer2)