Chorus: pehle to ladti thi kitna akadti thi
paas nahi aati thi dur chali jati thi
baate banati thi kitna jalati thi
baate banati thi kitna jalati thi
tewar dikhati thi isko satati thi
isko satati thi isko satati thi
M: bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya
F: apne kishan ko apne kishan ko
apne kishan ko dil de diya
M: bol radha bol bol bol bol
bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya
anhoni ko honi karke dikhaya
meri bechaini ko tune mitaya
anhoni ko honi karke dikhaya
meri bechaini ko tune mitaya
F: bechain tune kiya itna jyada
teri deewani bani teri radha
M: main haal apna kya tujhe sunau
bin tere laage naa mora jiya
bol radha bol
bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya
F: apne kishan ko apne kishan ko
apne kishan ko dil de diya
M: bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya
F: mere kishan mera insaf kar de
tujhko sataya mujhe maaf kar de
mere kishan mera insaf kar de
tujhko sataya mujhe maaf kar de
M: aa paas mere tujhe main saja du
is pyar me sari duniya bhula du
F: khud ko bhula baithi main ek pal ko
baaho me jab tune mujhko liya
M: bol radha bol
bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya
F: apne kishan ko apne kishan ko
apne kishan ko dil de diya
M: bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya
F: apna milan to hai sadio purana
apna milan to hai sadio purana
mere kishan ab na mujhko bhulana
M: aaja sanam tere sar ki kasam lu
aaja sanam tere sar ki kasam lu
tera banu ab main jab bhi janam lu
F: ab na ye rishta tute
M: ab na ye daman chhute
ab na ye rishta tute
F: ab na ye daman chhute
M: saanse chalengi jab tak hamari
bichhdenge na ab hum sathiya
bol radha bol bol bol bol
bol radha bol tune ye kya kiya
bol radha bol tune ye kya kiya
F: apne kishan ko apne kishan ko
apne kishan ko dil de diya
M: bol radha bol bol bol bol
bol radha bol bol bol bol