menu-iconlogo
huatong
huatong
suresh-wadkar-jai-ganesh-deva-aarti-cover-image

Jai Ganesh Deva Aarti

Suresh Wadkarhuatong
rkhoopai7huatong
Lyrics
Recordings
Jai ganesh, jai ganesh, jai ganesh deva

Mata jaki parvati, pita mahadeva

Jai ganesh, jai ganesh, jai ganesh deva

Mata jaki parvati, pita mahadeva

Ek dant dayavant, chaar bhujaa dhaaree

Maathe par tilak sohe, muse kee sawari

Ek dant dayavant, chaar bhujaa dhaaree

Maathe par tilak sohe, muse kee sawari

Paan chadhe, phool chadhe aur chadhe mewa

Laduvan ka bhoga lage, sant karen seva

Jai ganesh, jai ganesh, jai ganesh deva

Mata jaki parvati, pita mahadeva

Andhan ko aankh det, kodhin ko kaaya

Baanjhan ko putr det, nirdhan ko maaya

Andhan ko aankh det, kodhin ko kaaya

Baanjhan ko putr det, nirdhan ko maaya

Sur' shyaam sharan aaye, safal kije seva

Mata jaki parvati, pita mahadeva

Jai ganesh, jai ganesh, jai ganesh deva

Mata jaki parvati, pita mahadeva

Dinan kee laaj raakho, shambhu sutavaari

Kaamana ko pooraa karo, jag balihaari

Dinan kee laaj raakho, shambhu sutavaari

Kaamana ko pooraa karo, jag balihaari

Sur' shyaam sharan aaye, safal kije seva

Mata jaki parvati, pita mahadeva

Jai ganesh, jai ganesh, jai ganesh deva

Mata jaki parvati, pita mahadeva

Jai ganesh, jai ganesh, jai ganesh deva

Mata jaki parvati, pita mahadeva

More From Suresh Wadkar

See alllogo

You May Like