menu-iconlogo
logo

Humsafar

logo
Lyrics
Main yahan tu wahan

Kehne ko kuchh bhi na

Ab raha, ab raha

Tere mere darmiyaan

Pyar ki woh garmiyaan

Ab kahan, ab kahan

Kam hai mukammal se hai

Adhoore se zyada hai

Aadha mere paas dil

Tere paas adha hai

Kehne ko humsafar hain

Bas kehne ko humsafar hain

Par hain juda, hain juda

Bas kehne ko humsafar hain

Haa kehne ko humsafar hain

Par hain juda, hai juda

Ishq hai tere milne ki khushi

Tujhe khone ka dar bhi ishq hai

Tere ishq mein rehta hoon main

Mera naam pata aur ghar bhi ishq hai

Hai ek pal mein mohabbat

Nafrat hai pal dusre

Bebas kabhi toh kabhi hai

Tujhse sabhi aasre

Kya jitne bhi gham bane the

Sabke liye hum bane the

Kadmon ki hai doori magar

Yoon badla mera rehguzar

Kehne ko humsafar hain

Bas kehne ko humsafar hain

Par hain juda, hai juda

Bas kehne ko humsafar hain

Haan kehne ko humsafar hain

Par hain juda, hain juda

Humsafar by suyyash rai - Lyrics & Covers