Ya nabi
Ya nabi
Ya nabi
Ya nabi
Ya nabi
Ya nabi
Ya nabi
Ya nabi
Ya nabi
Ya nabi
Ya nabi
Ya nabi
Ya nabi
Ya nabi
Koi Duniya e Ata Mein Nahin Hamta Tera
Ho Jo Haatim Ko Mayassar Ye Nazara Tera
Keh Uthe Dekh Ke Bakhshish Meiñ Ye Rutba
Tera
Wah Kya Jood o Karam Hai Shah-e Bat’ha
Tera
Nahiñ Sunta Hi Nahiñ Mangne Wala Tera
Koi Duniya e Ata Mein Nahin Hamta Tera
Ho Jo Haatim Ko Mayassar Ye Nazara Tera
Kuch Bashar Hone Ke Naate
Tujhe Khud Sa Jaaneñ
Aur Kuch Mahaz Payaami Hi Khuda Ka Jaaneñ
Inki Auqaat Hi Kya Hai Ke Ye Itna Jaaneñ
Farsh Wale Teri Shaukat Ka Uloo Kya Jaaneñ
Kusrawa Arsh Pe UDtaa Hai Pharera Tera
Koi Duniya e Ata Mein Nahin Hamta Tera
Ho Jo Haatim Ko Mayassar Ye Nazara Tera
Jo Tasavvur Mein Tera Paikar e Zaiba Dekheñ
Ru-e Washshams Takeiñ
Matla-‘e Seema Dekheñ
Kyuñ Bhala Ab Woh Kisi Aur Ka Chehra Dekhen
Tere Qadmoñ Mein Pale
Ghair Ka Muh Kya Dekheñ
Kaun Nazron Pe Chadhe Dekh Ke Talwa Tera
Koi Duniya e Ata Mein Nahin Hamta Tera
Ho Jo Haatim Ko Mayassar Ye Nazara Tera
Nazr-e Ushshaq-e Nabi Hai
Ye Mera Harf-e Ghareeb
Mimbar-e-Waaz Pe Ladte Rahe Aapas
Mein Khateeb
Ye Aqeeda Rahe Allah Kare Mujh
Ko Naseeb
Maiñ To Maalik Hi Kahunga
Ke Ho Maalik Ke Habeeb
Yani Mehboob o Muhib Me Nahiñ
Mera Tera
Koi Duniya e Ata Mein Nahin Hamta Tera
Ho Jo Haatim Ko Mayassar Ye Nazara Tera
Tujh Se Har Chand Woh Hai Qadr o Fazaail
Me Rafee’
Kar Naseer Aaj Magar Fikre Raza
Ki Tausee’
Paas Hai Uske Shafa’at Ka Waseela
Bhi Waqee’
Teri Sarkar Meiñ Laata Hai Raza Usko
Shafee’
Wo Mera Gaus Hai Aur Laadla Beta Tera
Koi Duniya e Ata Mein Nahin Hamta Tera
Ho Jo Haatim Ko Mayassar Ye Nazara Tera
Koi Duniya e Ata Mein Nahin Hamta Tera
Ho Jo Haatim Ko Mayassar Ye Nazara Tera