Ishq Hai Kya, Ye Kisko Pataa
Ye Ishq Hai Kya, Sabko Pataa
Ye Prem Nagar, Anjaan Dagar
Saajan Ka Ghar, Kya Kisko Khabar
Chhoti Si Umar, Ye Lamba Safar
Ye Ishq Hai Kya, Ye Kisko Pataa
Ye Dard Hai Ya, Dardon Ki Davaa
Ye Koi Sanam, Ya Aap Khuda
Ye Koi Sanam, Ya Aap Khuda,
Aap Khuda.................
follow...... J H A N
Saawan ne aaj toh mujhako bhigo diya
Haay meree laaj ne
mujhako dubo diya....
Saawan ne aaj toh mujhako bhigo diya
Haay meree laaj ne
mujhako dubo diya....
Aisee lagee jhadee sochu mai yeh ghadee
Kuchh maine kho diya, kya maine kho diya
Chup kyon hai bol too, sang mere dol too
Meree chaal se chaal mila o o o...
Taal se taal mila o o o...
taal se taal mila......