Sun soniyo sun dildar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
sun soniyo sun dildar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
tu hi khuda tu mera sansar
khud se zyada tujhe karti hoon pyar
tu hi khuda tu mera sansar
khud se zyada tujhe karti hoon pyar
lagta hai darr tu chhod na jaye
jaye toh jaan sang le jaye
dil ki hai dhadkan aankhon ka didaar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
sun soniyo sun dildar
rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar
khuda ki inayat hai hume jo milaya hai
diya pyar wala ye dil mein jalaya hai
hai tu sanson mein aankhon mein mera yaar
khud se zyada tujhse karti hoon pyar
tu hi khuda tu mera sansar
khud se zyada tujhe karti hoon pyar