Song : Khamoshiyan
♫丅ᗴᗩᗰ ᑭᗩᒪᗰᗩ♫
Khamoshiyan aawaaz hain
Tum sun'ne to aao kabhi
Chhukar tumhe ee ee khill jaayengi
Ghar inko bulaao kabhi
Beqarar hain baat karne ko
Kehne do inko zaraa.. aaaaaaaa
Khamoshiyaaaan.. aaan
Teri meri khamoshiyaan
Khamoshiyaaaan.. an an an aaaa
Lipti hui khamoshiyan aaaaa
♫丅ᗴᗩᗰ ᑭᗩᒪᗰᗩ♫
Kya uss gali mein kabhi tera jaana hua
Jahaan se zamaane ko guzre zamaana hua
Mera samay toh wahin pe hai thehra hua
Bataaun tumhe kya mere saath kya kya hua
Hmmm Khamoshiyan ek saaz hai
Tum dhun koi laao zaraa
Khamoshiyaaaaan alfaaz hain
Kabhi aa gunguna le zara
Beqarar hain baat karne ko
Kehne do inko zaraa.. haan..aaaa
Khamoshiyaaaan.. aaan
Teri meri khamoshiyaan
Khamoshiyaaaan.. an aaaa
Lipti hui khamoshiyan aaaaa
Khamoshiyaaaan.. aaan ah aaaa
Teri meri khamoshiyaan
Khamoshiyaaaan.. an an an aaaa
Lipti hui khamoshiyan aaaaa aan aaaa aaa
♫丅ᗴᗩᗰ ᑭᗩᒪᗰᗩ♫
-----ᴛⷮhͪaͣnᴋⷦ Yoͦuͧ-----
ρმlომ | Noʌɐᄅㄣᄅ | ★DrKewlisH★