Mano To Main Ganga Maa Hoon
Na Mano To Bahta Pani...
Mano To Main Ganga Maa Hoon
Na Mano To Bahta Pani
Jo Swarg Ne Di Dharati Ko O
Jo Swarg Ne Di Dharati Ko
Main Hun Pyaar Ki Wahi Nishani
Mano To Main Ganga Maa Hoon
Na Mano To Bahta Paani...
Yug Yug Se Main Bahti Aayi
Neel Gagan Ke Neeche...
Sadiyon Se Yeh Meri Dhara
Pyar Ki Dharti Seenche
Meri Lahar Lahar Pe Likhi Hai i i ...
Meri Lahar Lahar Pe Likhi Hai
Is Desh Ki Amar Kahani
Mano To Main Ganga Maa Hoon
Na Mano To Bahta Paani...
Koi Vazu Kare Mere Jal Se
Koi Vazu Kare Mere Jal Se
Koi Moorat Ko Nahalaye
Kahi Mochi Chamde Dhoye
Kahi Pandit Pyaas Bujhaye
Ye Jaat Dharam Ke Jhagade O
Ye Jaat Dharam Ke Jhagade
Insaan Ki Hai Nadaani
Mano To Main Ganga Maa Hoon
Na Mano To Bahta Pani...
Gautam Ashok Akabar Ne
Yaha Pyaar Ke Phool Khilaye...
Tulasi Galib Meera Ne
Yaha Gyan Ke Deep Jalaye...
Mere Tath Pe Aaj Bhi Goonje E
Mere Tath Pe Aaj Bhi Goonje
Nanak Kabir Ki Vaani
Mano To Main Ganga Maa Hoon
Na Mano To Bahta Pani
Both Mano To Main Ganga Ma Hoon
Na Mano To Bahta Pani
Na Mano To Bahta Pani
Na Mano To Bahta Pani