0:13 Yaara mujhe tu aise aa mila
0:18 Jaise kaafir ko milta hai khuda
0:25 Karoon laakh baari tera shukriya
0:30 Bin mange tune itna de diya
0:36 Mera safeena paar laga de
0:40 Ya tu mita de
0:43 Ya tu banade koi zariya
0:49 Rang dariya rang dariya
0:51 Teri aakhon ka ye rang dariya
0:55 Sufiyana ishq ka rang dariya
1:01 Rang dariya rang dariya
1:03 Teri aakhon ka ye rang dariya
1:07 Sufiyana ishq ka rang dariya
1:13 Main bandeya jaun rangeya
1:16 Main bandeya jaun rangeya
1:19 Beparwah ye dil jaye Tareya
1:25 Rang dariya rang dariya
1:27 Teri aakhon ka ye rang dariya
1:31 Sufiyana ishq ka rang dariya
1:36 --Music--
2:01 Koi bandhe mannate koi mange jannate
2:07 Main to naacheez teri chaah ka sawali hoon
2:13 Likh ke teri chahtein karde dastakhat tere
2:19 Muddaton se jo pada koi khat main khali hooon
2:25 Chale saari rahein hum sang mein
2:30 Tere hi rang mai rang de tu kori ye chadriya
2:38 Rang dariya rang dariya
2:41 Teri aakhon ka ye rang dariya
2:44 Sufiyana ishq ka rang dariya
2:50 Rang dariya rang dariya
2:53 Teri aakhon ka ye rang dariya
2:56 Sufiyana ishq ka rang dariya
3:02 Ahhhhh ahh eee
3:08 Musicc---
3:26 Chehro ki bheed mein tu pasand aa gaya
3:33 Meri naZar mein teri tasveer rehti hai
3:39 Hua main ameer paake teri dildariyan
3:45 Sun ye mere khwabon ki tabeer kehti hai
3:51 Hona kabhi tu mujhse judaa na
3:55 Chahe khudaaya
3:58 chahe khafa ho sari duniya
4:04 Rang dariya rang dariya
4:06 Teri aakhon ka ye rang dariya
4:10 Sufiyana ishq ka rang dariya ohh
4:16 Rang dariya rang dariya
4:18 Teri aakhon ka ye rang dariya
4:22 Sufiyana ishq ka rang dariya
4:28 Main bandeya jaun rangeya
4:31 Main bandeya jaun rangeya
4:34 Beparwah yeh dil jaye Tareya
4:40 Rang dariya rang dariya
4:42 Teri aakhon ka ye rang dariya
4:46 Sufiyana ishq ka rang dariya