Tooti chaarpaai wohi
Thandi purvaai rasta dekhe
Doodhon ki malaai wohi
Mitti ki suraahi rasta dekhe
Kaisi teri khudgarzi
Na dhoop chune na chav
Kaisi teri khudgarzi
Kisi or tuke na paav
Mast Maula, mast Kalander
Tu hawa ka ek bavandar
Bujh ke yun andar hi andar
Kyun reh gaya
Re Kabira maan jaa
Re Faqeera maan jaa
Aaja tujhko pukaare teri parchhaaiyan
Re Kabira maan ja
Re Faqeera yun na ja
Kaisa tu hai nirmohi kaisa harjaaiya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya Beliya
O piya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya Beliya
O piya
Mehfil mein teri
Hum naa rahe jo
Gham toh nahi hai
Gham toh nahi hai
Qisse humaare nazdeeqiyon ke
Kam toh nahi hai
Kam toh nahi hai
Kitni dafaa subah ko meri
Tere aangan me baithe
Maine shaam kiya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya Beliya
O piya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya
Channa mereya mereya Beliya
O piya
O piya
O piya
Waqt ne hain kiya humpe kaisa sitam
Tumbhi bejaar ho barbaad hain hum
Jaane kis raaste mujhko le jaayenge
Bedisha ye mere dagmagaate kadam
Saath deti parchaiyaan
Aur meharba ho rahe gum
Tere bin ab na lenge ek bhi dum
Tujhe kitna chaahe aur hum
Tere saath ho jayenge khatam
Tujhe kitna chaahe aur hum
Tujhe kitna chaahe aur hum
Tujhe kitna chaahe aur hum