Zindagi Bewafa Hai Yeh Maana Magar
Chod Kar Raah Mein Jaoge Tum Agar
Cheen Launga Main Aasman Se Tumhe
Soona Hoga Na Yeh, Do Dilon Ka Nagar
Raunke Hain Dil Ke Dar Pe
Raunke Hain Dil Ke Dar Pe
Dhadkane Hain Surmayi
Meri Kismat Bhi Tumhari Saath Ban Gayi
Hoo Tum Jo Aaye Zindagi Mein Baat Ban Gayi
Ishq ki saazishein
Ishq ki baaziyaan
Haara na khel ke
Do dilon ka juaa
Kyun tune itni fursat ki
Kyun dil mein itni harkat ki
Ishaq mein itni barqat ki
Ye tune kya kiya
Phiroon ab maara maara main
Chaand se bichhda taara main
Dil se itna kyun haara main
Yeh tune kya kiya
Saari duniya se jeet ke main aaya hoon idhar
Tere aage hi main haara kiya tune kya asar
Main dil ka raaz kehta hoon
Ke jab jab saansein leta hoon
Tera hi naam leta hoon
Yeh tune kya kiya
Paaya Maine Paaya Tumhe Rab Ne Milaya Tumhe
Honthon Pe Sajaya Tumhe Nag Mein Sagaya Tumhe
Paaya Maine Paaya Tumhe Sab Se Chupaya Tumhe
Sapna Banaya Tumhe Neendhon Mein Bulaya Tumhe
Saath-Saath Chalte-Chalte Haath Chhoot Jayenge
Aisi Raahon Mein Milo Naa
Baatein-Baatein Karte-Karte Raat Kat Jaayegi
Aisi Raaton Mein Milo Naa
Kya Hum Hain, Kya Rab Hai
Jahaan Tu Hai Wahin Sab Hai
Tere Lab Mile Mere Lab Khile
Ab Door Kya Hai Jaana
Tere Waaste Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Tere Waaste Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Sochu Tujhe Toh Hai Subah
Sochu Tujhe Toh Shaam Hai
Ho O Manzilon Pe Ab Toh Meri
Ek Hi Tera Naam Hai
Tere Aag Me Hi Jalte
Koyle Se Heera Bante
Khwaabon Mein Aagey Chalte Hain Tujhe Batana
Tere Waaste Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Tere Waaste Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Ishq ki saazishein
Ishq ki baaziyaan
Haara na khel ke
Do dilon ka juaa