Madhuban mein
Jo kanhaiya
Kisi gopi se mile
Kabhi muskaye
Kabhi chhede
Kabhi baat kare
Radha kaise na jale
Radha kaise na jale
Aag tan mann mein lage
Radha kaise na jale
Radha kaise na jale
Madhuban mein
Bhale kanha
Kisi gopi se mile
Mann mein to
Radha ke hi prem
Ke hain phool khile
Kis liye radha jale
Kis liye radha jale
Bina soche samjhe
Kis liye radha jale
Kis liye radha jale
O gopiyan tare hain
Chand hai radha
Phir kyo hai usko
Biswas aadha
Gopiyan tare hain
Chand hai radha
Phir kyo hai usko
Biswas aadha
Kanhaji ka jo sada
Idhar udhar dhyan rahe
Radha bechari ko phir
Apne pe kya maan rahe
Gopiyan aani jani hain
Radha to mann ki rani hai
Gopiyan aani jani hain
Radha to mann ki rani hai
Saanjh sakhare jamna kinare
Radha radha hi kanha pukare
Oye hoye oye hoye
Baahon ke haar jo
Daale koi kanha ke gale
Radha kaise na jale
Radha kaise na jale
Aag tan mann mein lage
Radha kaise na jale
Radha kaise na jale
Mann mein hai
Radhe ko kanha
Jo basaye
To kanha kahe
Ko usse na bataye
Prem ki apni alag boli
Alag bhasa hai
Baat nainon se ho
Kanha ki yahi aasa hai
Kaanha ke yeh
Jo naina hain
Chheene gopiyo
Ke chaina hain
Kaanha ke yeh
Jo naina hain
Chheene gopiyon
Ke chaina hain
Mili najariya
Hui baawariya
Gori gori si
Koi gujariya
Kanha ka pyar kisi
Gopi ke mann
Mein jo pale
Kis liye radha jale
Radha jale radha jale
Radha kaise na jale
Kis liye radha jale
Radha kaise na jale
Radha kaise na jale
Radha kaise na jale
Radha kaise na jale
Kis liye radha jale