Chaahe tum kuchh na kaho, maine sun liya
Ke saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya, maine sun liya
Pehla nasha pehla khumaar,
naya pyaar hai naya intezaar
Kar lu main kya apana
haal aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar tu hi bata
Udata hi firu inn hawaao mein kahi
Ya main jhul jaau in
ghataao mein kahi
Udata hi firu inn hawaao mein kahi
Ya main jhul jaau in
ghataao mein kahi
Ek kar du aasmaan zameen,
kaho yaaro kya karu kya nahi
Pehla nasha pehla khumaar,
naya pyaar hai naya intezaar
Kar lu main kya apana
haal aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar tu hi bata
Pehla nasha pehla khumaar
Usane baat ki kuchh aise dhang se
Sapane de gaya woh
hazaaro rang ke
Usane baat ki kuchh aise dhang se
Sapane de gaya woh
hazaaro rang ke
Reh jaau jaise main haar ke,
aur chume woh mujhe pyaar se
Pehla nasha pehla khumaar,
naya pyaar hai naya intezaar
Kar lu main kya apana
haal aye dil-e-bekaraar