menu-iconlogo
logo

Tere Naam (Sad)

logo
Lyrics
Marke bhi na vaada apna todenge…

Ek duje ka saath kabhi na chhodenge…

Apna to sadiyon janmon ka naata hai…

Jaan se jaan ko kaun juda kar paata hai…

Tere siva, tere siva…

Tere siva is dariya ka…

nahin koi kinaara sanam…

Hooo, nahin koi kinaara sanam..

Tere naam... humne kiya hai…

jeevan apna saara sanam….

Hooo... jeevan apna saara sanam….