Nazar mujhse milati ho
To tum sarma si jaati ho
Isi ko pyaar kehate hain
Isi ko pyaar kehate hain
Nazar mujhse milati ho
To tum sarma si jaati ho
Isi ko pyaar kehate hain
Isi ko pyaar kehate hain
Jabaan khamosh hain lekin
Nigahein baat karti hain
Jabaan khamosh hain lekin
Nigahein baat karti hain
Addae laakh bhigo tum
Addae baat karti hain
Nazar nichi kiye daanto
Mein ungali ko dabaati ho
Isi ko pyaar kehate hain
Isi ko pyaar kehate hain
Chhupane se meri jaanam
Kahin kyaa pyaar chhupta hain
Chhupane se meri jaanam
Kahin kyaa pyaar chhupta hain
Ye aaisa musku hian khusboo
Hamesa deta rehata hain
Tum ko sab jaanti ho
Phir bhi kyun mujhko satati ho
Isi ko pyaar kehate hain
Isi ko pyaar kehate hain
Tumhari pyaar ka aisa
Humein izhaar milta hain
Tumhari pyaar ka aisa
Humein izhaar milta hain
Hamara naam sunte hi
Tumhara rang khilta hain
Aur phir saaz dil par
Humare geet gaati ho
Isi ko pyaar kehate hain
Isi ko pyaar kehate hain
Tumhare ghar mein jab aaun
To chhup jaati ho parde mein
Tumhare ghar mein jab aaun
To chhup jaati ho parde mein
Mujhe jab dekha na paao
To ghabhrati ho parde mein
Khud hi chilman uthake phir
Isharo se bulaati ho
Isi ko pyaar kehate hain
Isi ko pyaar kehate hain
Nazar mujhse milati ho
To tum sarma si jaati ho
Isi ko pyaar kehate hain
Isi ko pyaar kehate hain
Nazar mujhse milati ho
To tum sarma si jaati ho
Isi ko pyaar kehate hain
Isi ko pyaar kehate hain