Mangate rehte tujhse sanj saware
Haath yeh fel rehta samne tere
Haath yeh fel rehta samne tere
Tune khub diya data tera bahot bada upkar
Tera bahot bada upkar tune khub diya data

Yaad woh din mujhe khali jeb woh mera
Dar dar bhatakana hayee dar dar bhatakana

Gehero ki kaha kahu apno ki aag mai
Reh reh katakna haaye reh reh katakna
Charo taraf woh mere gham ke andhere
Aakhir mai aaya maiya dwar pe tere
Aakhir mai aaya maiya dwar pe tere
Tune khub diya data tera bahot bada upkar
Tera bahot bada upkar tune khub diya data
Tune khub diya data tera bahot bada upkar
Tera bahot bada upkar tune khub diya data
Mangna chod du mumkin nahi mera
Adat na jaye meri aadat na jaye
Mangna chod du mumkin nahi mera
Adat na jaye meri aadat na jaye
Tere aage maiya kehte bhagat tujhe
Laaz na aaye mujhe laaz na aaye
Kabhi toh mai aata sanj saware
Sada haath fele rehte samne tere
Sada haath fele rehte samne tere
Tune khub diya data tera bahot bada upkar
Tera bahot bada upkar tune khub diya data
Meri gareebi ke din the woh kaise
Tune hi jana maiya tune hi jana
Meri gareebi ke din the woh kaise
Tune hi jana maiya tune hi jana
Teri kripa se parivaar ka raha
Bhar pet khana maiya bhar pet khana
Dene ko kuch bhi maiya aasan mere
Gawaza raha hu maiya karaz se tere