Behna ne bhai ki kalayi se
ho o o o o o o.
Behna ne bhai ki kalayi se
Pyaar bandha hai
Pyaar ke do taar se sansaar bandha hai
Resham ki dori se, Resham ki dori se e e
Resham ki dori se sansaar bandha hai..
Behna ne bhai ki kalayi se
Pyaar bandha hai
Pyaar ke do taar se sansaar bandha hai
Resham ki dori se, Resham ki dori se e e
Resham ki dori se sansaar bandha hai..
Bhaiya mere,
Rakhi Ke bandhan ko nibhana
Bhaiya Mere,chhoti behan ko na bhulaana
Dekho ye naata nibhaana,nibhaana
Bhaiya Mere,
Bhaiya mere,Rakhi Ke bandhan ko nibhana
Bhaiya Mere, chhoti behan ko na bhulana
Ye din ye tyohar khushi ka
Paawan jaise neer nadi ka...
Bhai ke ujale maathe pe
Bahan lagaye mangal teeka
Jhume ye saawan suhana, suhaana
Bhaiya mere,
Bhaiya Mere Rakhi ke bandhan ko nibhana
Bhaiya mere chhoti behan ko na bhulana
Meri pyari bahaniya banegi dulhaniya
Sajke aayenge dulhe raaja a
Bhaiya raaja, bajeyega baja a
Bhaiya raaja bajayega baaja
Meri pyari bahaniya banegi dulhaniya..
Solah singaar meri behna karegi..
Solah singaar meri behna karegi
Teeka chadhega aur haldi lagegi
Bahana ke honthon pe jhulegi nathaniya
Aur jhoomenge dulhe raaaja a
Bhaiya raaja, bajeyega baja a
Bhaiya raaja bajayega baaja
Meri pyari behaniya banegi dulhaniya
Phoolon ka taaron ka,
Sabka kahna hai
Ek hazaron me, meri behna hai
Saari, umar, hamein sang rahna hai
Phoolon ka taaron ka sabka kahna hai
Ek hajaron me, teri behna hai
Saari, umar, humein sang rehna hai
Phoolon ka taron ka, sabka kehna hai