Kabhi kabhi lage durr baithu kaam se
Kabhi kabhi majboor kare kaam yeh
Na mile saans na mile paisa na hi aaram
Na milti tu ab
Hai khuli ankhein par ho chuka hoon band main
Mili tu uss din laga kho chuka hoon sab main
Sama woh badla badla tha ha lagta badli thodi tu
Kano me jhumke tere sundar
Woh bhi kho chuki hai tu
Haath me tere ghadi par milne ka waqt nahi
Milne ka waqt mile toh milne ka mann nahi
Milne ka mann kare toh milne se darr lage
Ha darke baitha thoda shaant main
Khair iss khamoshi ki dhun saje
Toh bante gaane bina shabdo ke
Hum gum lage tere khayalo me
Hum dhundne ka sitam kare
Bhul baithe khudko hum mehfooz bane
Bina kuch kahe mera mann bhi ye chal pade
Jaise ho bina shyam hue sooraj dhal pade
Aaj bhi tera hoon par tu toh meri kal
Toh Likhta gaana hota maan shaant phir bhi
Mann na maane mera teri lag chuki hai aadat
Ab khudse hai shikayat
Mann na maane mera teri lag chuki hai aadat
Hai mar chuki kya chahat teri
Mann na maane mera teri lag chuki hai aadat
Ab khudse hai shikayat
Mann na maane mera teri lag chuki hai aadat
Hai mar chuki kya chahat teri
Kabhi kabhi aisa hota naa hai ki
Tum jante ho ke tum
Woh insaan ko apni zindagi mein
Wapis nahi laa sakte ho
Aur tumhare dost yaar maana karte hai ki maat Jaa maat mil
Par tum phir bhi jate ho kyuki
Man na maane mera, teri lag chuki hai adaat
Tu milti toh hai aaj bhi, bus aab nahi koi chahta
Tujhko mujhse kya shikayat? Kehde aake tu mujhe
Mein sambhal lunga tujhko, aur tere mein uss dar ko
Vishwaas toh tu kar jara, mein karta rah bus intezaar
Aur khudse thodi nafraat, ke rook na saka mein tumko
Rokna toh cahaha par tum Mann bana ke baithi
Mein Leta rehta bistar pe par sone ka ho maan nahi
Gaane toh banata par aab gaane ka bhi maan nahi
Tumko khoone ka tha dar, hun khoo chuka mein khudko
Nashe bhi hote aab par nasho se bharta maan nahi
Par karleta hu taki le saku mein nind
Toh aab nind mein bhi tum he khwaabo mein aajati
Aab jaagne ka Maan nahi
Kya aa sakogi Laut ke?
Laga sakogi dil kya thamogi phir hath
Aur Mita sakogi duri yeh
Khamosi mitado, apni awaaz tum sunake
Phir gaale toh laga lo, meri behne do aab ankhein
Teri bahon mein sukoon
Tere pass hu toh thik
Tumko jaane dena chahta par
Mann na Maane mera
Teri lagi chuki hai adaat
Mann na maane mera teri lag chuki hai aadat
Ab khudse hai shikayat
Mann na maane mera teri lag chuki hai aadat
Hai mar chuki kya chahat teri
Mann na maane mera teri lag chuki hai aadat
Ab khudse hai shikayat
Mann na maane mera teri lag chuki hai aadat
Hai mar chuki kya chahat teri