Raat bhar hizr mein kya kya hua kya na hua
Raat bhar hijr mein kya kya hua kya
Na hua subah tak neat pe
Saans thame huye apne inbox ka chehra
Takta raha raat bhar ek imaan aane ki
Umeed mein
Jugnuon ki tarah jalta bujhta raha raat bhar
Raat bhar hijar mein kya kya hua kya na hua
Likh likh ke text delete
Kar diye anjaane preet re
Tweet kar diye dushmano
Ki post dil se ki pasand apne naam se
Tujhe pukaarte rahe raat bhar hijar mein raat
Bhar
Kya kya hua kya na hua
Dil hai betuka hai
Gustaakh bhi jo na mil sake bas maangta wahi
Jo bhi paas hai
Woh kam pasand hai
Din mein jiske vaaste jiye marein
Usi pe raat bhar hijar mein bechara dil
Kya kare kya na kare