hmmm
bekaraan hai bekaraan
aankhen band kijiye na
doobne lage hain hum
saans lene dijiye na
bekaraan hai bekaraan
aankhen band kijiye na
doobne lage hain hum
saans lene dijiye na
lillah
ek zara chehra
udhar kijiye
inaayat hogi
ek zara chehra
udhar kijiye
inaayat hogi
aapko dekh ke badi der se
meri saans ruki hai
aapko dekh ke badi der se
meri saans ruki hai
bekaraan hai bekaraan
aankhen band kijiye na
doobne lage hain hum
saans lene dijiye na
bekaraan hai bekaraan
aankhen band kijiye na
doobne lage hain hum
saans lene dijiye na
ek zara dekhiye to
aapke paon tale
kuchh to atka hai kahin
waqt se kahiye chalen
udti udti si nazar
mujhko chhoo jaaye agar
ek tasleem ko
har baar meri
aankh jhuke hain
aapko dekh ke
badi der se
meri saans ruki hai
aankh kuchh laal si hai
raat jaage to nahin
raat jab bijli gayi
dar ke bhaage to nahin
kya laaga honth kali
jaise koi chhoot chale
jaane kya soch ke
is baar meri aankh jhuki hai
aapko dekh ke badi der se
meri saans ruki hai
bekaraan hai beqraan
aankhen band kijiye
doobne lage hain hum
saans lene dijiye na
aankh teri beqraar
aasmaan hai aasmaan
bekaraan hai bekaraan
doobne lage hain hum
bekaraan hai bekaraan
aankhen band kijiye na
doobne lage hain hum
saans lene dijiye na
lillah