halki halki aahein bharna
takiye mein sar de ke
dheeme dheeme
sargoshi mein baatein karna
pagalpan hai aise tumpe marna
ubla ubla kyun lagta hai
ye badan ye jalan
to khamakha nahin
khamakha nahin
ye khalish jo hai
wo khamakha nahin
haan tapish toh hai
par khamakha nahin
ye khalish jo hai
wo khamakha nahin
haan tapish toh hai
par khamakha nahin
jo nahin kiya
kar ke dekhna
saans rok ke
mar ke dekhna
ye bewajah besabab
khamkha nahin
ye khamakha nahin
ye khamakha nahin
ye khamakha nahin
saari saari raat ka jagna
khidki pe sar rakh ke
rote rehna
ummeedon ka jalna bujhna
paagalpan hai aise
tumpe marna
khali khali do aankhon mein
ye namak ye chamak
to khamakha nahin
khamakha nahin
fikr rehti hai
jo khamakha nahin
rikr rehta hai
jo khamakha nahin
ashq aankhon mein
bhar ke dekhna
aaina kabhi darr ke dekhna
ye bewajah besabab
khamakha nahin
deewangi sahi
ye khaamakha nahin
haa junoon to hai
par khamakha nahin
sada bhawani
tahi jai ho pyara
gauri putra ganesh
paanch dev raksha
kare ho pyara
brahma vishnu mahesh
kasam yo des mera se
harya bharya haryana
seedhe saade log ade ke
doodh dahi ka khana
bolo ram ram ram
ram ram ram ram
bolo ram ram ram
bhai ram ram ram
bolo ram ram ram
bhai ram ram ram
bolo ram ram ram
bolo ram ram ram
oooo