Meri qismat ke har ek panne pe mere
Jeete jee baad marne ke mere har ek kal
Har ek lamhe mein tu likh de mera use
Har kahani mein
Saare kisson mein
Dil ki duniya ke sachche rishton mein zindgaani
Ke saare hisson me
Tu likh de mera use aye khuda aye khuda jab bana uska
Hi bana
Aye khuda aye khuda jab bana
Uska hi bana
Uska hoon
Us
Mein hoon usse hoon usi ka rehne de
Main
Toh pyasa hoon hai dariya wo zariya woh jeene ka mere
Mujhe ghar de gali de
Shehar de usi ke naam ke kadam yeh chalein ya
Rukein ab usi ke vaste dil
Mujhe de agar dard de uska par
Uski ho wo hansi goonje
Jo mere ghar aye khuda aye khuda jab bana uska hi bana
Aye khuda aye khuda jab bana uska hi bana
Mere hisse ki khushi ko hansi ko tu chaahe aadha kar
Chahe lele tu meri zindagi par yeh mujhse vaada kar
Uske ashkon pe ghamon pe dukhon pe har uske zakhm
Par haq mera
Hi rahe har jagah har
Ghadi haan umra bhar ab faqat ho yehi
Wo rahe mujh mein hi wo juda kehne ko bichde na par
Kabhi aye khuda aye khuda
Jab bana uska hi bana
Aye khuda aye khuda jab bana uska hi bana
Meri qismat ke har ek panne pe mere jeete jee baad
Marne ke mere har ek
Kal har ek lamhe mein tu likh de mera use ooooooooooo
Oooooooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo