We're at the sun and the sand
And the sea in the night
And I'm feeling alright
We're feeling alright
Kyun lamhe kharab karein
Aa ghalti behisab karein
Do pal ki jo neend udi
Aa poore saare khaab karein
Kya karne hai umron ke waade
Ye jo rehte hain rehne de aadhe
Do baar nahi ik baar sahi
Ik raat ki kar le tu yaari
Subah tak maan ke meri baat
Tu aise zor se naachi aaj
Ki ghungroo toot gaye
Ki ghungroo toot gaye
Chhod ke saare sharm aur laaj
Main aise zor se naachi aaj
Ki ghungroo toot gaye
Ki ghungroo toot gaye
Dil lena dil dena zaroori nahi hai
In baaton ke siwa bhi baatein kayi hain
Ik lamhe se zyaada ki khwahish nahi hai
Fir chaahe dobara na milna kahin
Mere sapne nahi seedhe saadhe
Hai galatfaimiyaan to mita de
Do baar nahi, ek baar sahi
Ik raat ki kar le tu yaari
Subah tak maan ke meri baat
Tu aise zor se naachi aaj
Ki ghungroo toot gaye
Ki ghungroo toot gaye
Chhod ke saare sharm aur laaj
Main aise zor se naachi aaj
Ki ghungroo toot gaye
Ki ghungroo toot gaye
Ishq hai aaj bas
Kal karna bhi nahi
Dil mein theherna to hai
Par utarna bhi nahi
Mitna bhi hai kuchh der ke liye
Poori umr tum pe marna bhi nahi
Kya karne hai umron ke waade
Ye jo rehte hain rehne de aadhe
Do baar nahi ik baar sahi
Ik raat ki kar le tu yaari
Subah tak maan ke meri baat
Tu aise zor se naachi aaj
Ki ghungroo toot gaye
Ki ghungroo toot gaye
Chhod ke saare sharm aur laaj
Main aise zor se naachi aaj
Ki ghungroo toot gaye
Ki ghungroo toot gaye
Toot gaye, Ki ghungroo toot gaye
Toot gaye, Ki ghungroo toot gaye