Shaam savere dekhu tujhako kitana sundar roop hai
Tera saath hai thandi chhaaya baaki duniya dhup hai
Jab jab bhi ise pukaru mai
Tasvir ko iski niharu mai
Jab jab bhi ise pukaru mai
Tasvir ko iski niharu mai
Mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Oh mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Wo khush ho jaaye agar saawariya
Kismat ko chamka deta
Ha hath pakad le agar kisi ka
Jiwan swarg bana deta
Ha hath pakad le agar kisi ka
Jiwan swarg bana deta
Yeh baatein soch vicharu mai
Tasveer ko iski niharu mai
Yeh baatein soch vicharu mai
Tasvir ko iski niharu mai
Mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Oh mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Ho girne se pehle hi aakar baba mujhe sambhalega
Ha pura hai vishwas kabhi tu tufano se nikalega
Ha pura hai vishwas kabhi tu tufano se nikalega
Yeh tan mann tujh par waru main
Tasveer ko iski niharu main
Ye tan man tujh par vaaru mai
Tasvir ko iski niharu mai
Mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Oh mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Oh mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne