(d…d…d…dil dil dil dil)
(d…d…d…dil dil dil dil)
(dil dil dil dil dil dil)
aisee zameen aur aasmaan
in kay siwaa jaanaa kahaan
parti rahay yeh roshni
chalta rahay yeh karwaan
dil (dil dil dil) dil pakistan
jaan jaan pakistan
dil dil pakistan
jaan jaan pakistan
(dil dil dil)
dil dil say miltay hain to
payaar ka chehrah banta hai
(chehrah banta hai)
pphool ik laree main piroyayn
to phir sehrah banta hai
(chehrah banta hai)
dil (dil dil dil) dil pakistan
jaan jaan pakistan
dil dil pakistan
jaan jaan pakistan
aisee zameen aur aasmaan
in kay siwaa jaanaa kahaan
parti rahay yeh roshni
chalta rahay yeh karwaan
dil (dil dil dil) dil pakistan
jaan jaan pakistan
dil dil pakistan
ghar apna to sab ko jee
jaan say payaara lagta hai
(taara lagta hai)
ham ko bhi apnay har armaan
say payaara lagta hai
(taara lagta hai)
dil (dil dil dil) dil pakistan
jaan jaan pakistan
dil dil pakistan