Hamri atariya pe aayo shawariyan dekha dekhi
Balam hui jaye hamri atariya pe aayo
Shawariyan dekha dekhi
Balam hui jaa ranjhe di si yeh kahaani hunn vekhiyan
Ve heer na samjhi
Zubaani dass ki karaan
Main gardish mein dhalta woh suraj bhoolne
Laga teri surat mud ke tu vapas na aana
Sach hai na jhoota bahana kayi saalon
Pehle tera main deewana tha tab shayad tujhe
Pyaar ye nibhana tha
Tab tujhe ye par wahi kaha thi tere bina
Saansein lena mushkil bata
Tu kaha thi haan ab tu
Gair hai iska koi dam nahin yeh mera shehar hai
Pyar bhi kam nai zehar bhi
Peena pade pee loon hans ke par ab
Tere hothon ko bhi choona manzoor nai
Tasveer ka kya kare jab wo saath nahi heer kya
Kare ranjha jab paas nahi kismat ya pyaar ka hai khel
Kal jaan dete uske liye jaana ab wo khaas nahi
Tasveer ka kya kare jab wo saath nahi heer
Kya kare ranjha jab paas nahi kismat yaar pyaar ka
Hai khel kal jaante the uske liye jaana ab
Wo khaas nahi haan tu
Khaas nahi sun ab tu khaas nahi khelna
Tu bandh kar mohobbat hai ye tash nahi katal karke
Jaate ye ek baar fir se dhundne aate
Kabhi waapis uski laash nahin
Muntazir ka tha ye safar waqt ko bhi na thi khabar
Gumsum raha dil magar
Khamosh na
Thi khabar jo tere sath hai unko tu paas rakh
Chehra dikhana nai
Saath wo naqaab rakh waise farak hi nai padta mujhe
Kyunki sirf khudse hi pyaar tune kiya yahan aaj
Saazish ye thi teri kaisi lage
Ranjha jhootha pehla wo pathar laga
Jo heer ke hatho se chhuta kismat yaar
Pyaar ka hai khel kal jo
Pani ko roke rakhe aur tut bhi jaye kabhi
Kabhi sakht kabhi kamzor bandh
Ki tarah hai
Roshni dikha ke fir chhup jana
Badalon mein wo dhokebaaz
Chand ki tarah hai wo chahta ni mujhe yakeen se
Kehta hu iss baat
Pe ratti bhar bhi shak nahi hai soch ke bartaab se
Aisa lagta hai mano
Mujhe pyar karne ka haq nahi hai jo na
Poori ho saki mere liye wo
Aisi fariyaad rahega usko paane
Ki duao se leke usko bhulane ki duao tak ka
Safar yaad rahega dua meri kise nu mohabbat na hoye
Bina eh
Jisma nu
Saardi ae ek si heer jedi mar gayi ranjhe pichhe
Ajj di heer roz gayi ranjhe maardi ae tasveer ka kya
Kare jab saath nai heer kya kare ranjha jab paas
Nai kismat ya pyar ka hai khel kal jaan dete uske
Liye jaana ab tasveer ka
Kya kare jab wo saath nahi