Sab bhula ke bhi gam ye seh bhi jate
Dil jala ke aansuun chhupate
Sab bhula ke bhi gam ye seh bhi jate
Dil jala ke aansuun chhupate
Kaali siyaah raaten usape teri yaaden
Yaadon se jaati nahin hai
Tujko bhula ke bhi khud ko mitaa ke bhi
Mujhako sukun kyon nahin hai
Sab bhula ke bhi gam ye seh bhi jate
सह जाते हे
Chal die issaliye zindagi chhod ke
Dard kya tere bin ye jahaan udake
Jane kyon tum gaye
Rasta mode ke
Kaali siyaah raaten usape teri yaaden
Yaadon se jaati nahin hai
Tujko bhula ke bhi khud ko mitaa ke bhi
Mujhako sukun kyon nahin hai
Intahaa hai yahi
Ek muqammal pyaar kii
Aakhri saans ho
Justaju main yaar kii
Kaali siyaah raaten usape teri yaaden
Yaadon se jaati nahin hai
Tujko bhula ke bhi khud ko mitaa ke bhi
Mujhako sukun kyon nahin hai
Sab bhula ke bhi gam ye seh bhi jate
Dil jala ke aansuon chhupate
Sab bhula ke bhi gam ye seh bhi jate
Dil jala ke aansuun chhupate
Ho aansuun chhupate he