Do panchhi do tinke.
kaho leke chale hai kaha
Oo oo
Do panchhi do tinke
kaho leke chale hai kaha
Ye banayenge ek aashiya
Ye banayenge ek aashiya
Do panchhi do tinke
kaho leke chale hai kaha
Ye banayenge ek aashiya
Ye banayenge ek aashiya
Ye to apni hi dhun me gaaye
Unche unche udte jaaye
Inki masti ko aur badhaye
Saawan ki ye hawaaye
Manzil ke matwale
dekho Chhune chale aasman
Oo oo....Manzil ke
aa...aaa..aa
matwale
dekho Chhune chale aasman
Ye banayenge ek aashiya
Ye banayenge ek aashiya
Ek phulo bhari ho daali
aur uspar ho basera
Kuchh aisa hi mitha mitha
Hain sapna tera mera
Ye sapna sach hoga
Kah rahi dhadkano ki zubaan
Oo oo...Ye sapna
aa.aa
sach hoga
Kah rahi dhadakno ki zubaan
Hum banayenge ek aashiya
Hum banayenge ek aashiya
Hum banayenge ek aashiya
Hum banayenge ek aashiya
Hum banayenge ek aashiya.