aitbaar nahin karna
intezaar nahin karna
aitbaar nahin karna
intezaar nahin karna
had se bhi zyada tum
kisi se pyaar nahin karna
had se bhi zyaada tum
kisi se pyaar nahin karna
iqraar nahin karna
jaan nisaar nahin karna
had se bhi zyada tum
kisi se pyaar nahin karna
had se bhi zyada tum
kisi se pyaar nahin karna
manzile bhichad gayi
raaste bhi kho gaye
aaye phir na laut ke
jo deewane ho gaye
chaahton ki bebasi
doorion ke gum mile
beqraariya mili
chain yaar kam mile
beqraar nahin karna
intezaar nahin karna
had se bhi zyada tum
kisi se pyaar nahin karna
had se bhi zyada tum
kisi se pyaar nahin karna
koi to wafa kare
koi to jafa kare
kisko hai pata yaha
kaun kya khata kare
aisa na ho ishq mein
koi dil ko tod de
beech raah mein sanam
tera saath chhod de
izhaar nahin karna
intezaar nahin karna
had se bhi zyada tum
kisi se pyaar nahin karna
had se bhi zyada tum
kisi se pyaar nahin karna
aitbaar nahin karna
intezaar nahin karna
had se bhi zyada tum
kisi se pyaar nahin karna
had se bhi zyada tum
kisi se pyaar nahin karna