Ye jo teri payalo ki chan chan hai
Ye jo teri payalo ki chan chan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
Ye jo teri payalo ki chan chan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
Chan chan sune jaye haye haye kare jaye
Payal hai teri ya uljhan hai
Ban ke diwana mera picha na kar
Ban ke diwana mera picha na kar
Teri meri yari honi muskil hai
Kabhi mujhe roke tu kabhi mujhe toke tu
Aashik nahi mera dushman hai
Ye jo teri payalo ki chan chan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
Aashiko ke dil ki ye dhadkan hai