Jadu sa chhane laga
Pagal banane laga
Kuchh yad aane laga
Kuchh bhul jane laga
Kya naa kare kya kare
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare
Divana pagal sa dil
Aankho ke kajal sa dil
Lehrate aanchal sa dil
Julfo ke badal sa dil
Tarse naa yeh Barse naa yeh
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare
Jadu sa chhane laga
Pagal banane laga
Kuchh yad aane laga
Kuchh bhul jane laga
Kya naa kare kya kare
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare
Tumse chura le tumhe
Sabse chhupa le tumhe
Jan se laga le tumhe
Apna bana le tumhe
Mai betab hu tu beche hai
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare
Jadu sa chhane laga
Pagal banane laga
Kuchh yad aane laga
Kuchh bhul jane laga
Kya naa kare kya kare
Yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare