jwala si chalti hai
aankhon mein jiske bhi
dil mein tera naam hai
parwah hi kya uska
aarambh kaisa hai
aur kaisa parinam hai
dharti ambar sitare
uski nazare utaare
dar bhi usse dara re
jiski rakhwaliya re
karta saya tera
hey deva shree ganesha
deva shree ganesha
deva shree ganesha
deva shree ganesha
hooo teri bhakti ka vardaan hai
jo kamaye vo dhanwaan hai
bin kinare ki kashti hai wo
deva tujhse jo anjaan hai
yun toh mushak savari teri
sab pe hai phehredari teri
paap ki aandhiyan laakh ho
kabhi jyoti na haari teri
apni takdeer ka wo
khud sikander hua re
bhool ke ye jahaan re
kiski silien ya haare
saath paya tera
hey deva shree ganesha
deva shree ganesha
deva shree ganesha
deva shree ganesha
hoo teri jhooli ka teeka kiye
deva jo bhakt tera jiye
usse amrit ka hai moh kya
hans ke vish ka wo pyaala piye
teri mahima ke chaya taale
kaal ke rath ka pahiya chale
ek chingari pakshodh se
khadi ravan ki lanka jale
shatruon ki katare
ek akele se haare
kan bhi parvat hua re
shlok ban ke jahan re
naam aaya tera
hey deva shri ganesha
deva shree ganesha
deva shree ganesha
deva shree ganesha