
Aaj ki raat
Shaam hai
Jaam hai aur hai nasha
Tann bhi hai
Mann bhi hai
Pighla hua
Chhaaee hai rangeeniyan
Phir bhi hai betaabiyan
Kyon dhadakta hai dil
Kyon ye kehta hai dil
Deewanon ko ab tak
Nahin hai ye pata
Do ghadi mein hi
Yahan jaane kya hoga
Jo humesha tha mera
Phir mera hoga
Kaun kieske dil mein
Hai faisla hoga
Faisla hai yahi
Jeet hogi meri
Deewanon ko
Ab tak nahin hai ye pata
Aaj ki raat
Hona hai kya
Paana hai kya
Khona hai kya
Aao main tumse
Kahoon baat chupke se
Rang badelegi
Pal mein raat chupke se
Tumko le jaaoonga
Phir saath chupke se
Jaaoge tum kahan
Dheko mein hoon yahan
Deewanon ko
Ab tak nahin hai ye pata
Aaj ki raat
Hona hai kya
Paana hai kya
Khona hai kya