Main Yahan Tu Wahan, Jindagi Hai Kahan
Main Yahan Tu Wahan, Jindagi Hai Kahan
Main Yahan Tu Wahan, Jindagi Hai Kahan
Tu Hi Tu Hai Sanam Dekhta Hoon Jahan
Neend Aati Nahi Yaad Jaati Nahi
Neend Aati Nahi Yaad Jaati Nahi
Bin Tere Abb Jiya Jaaye Naa
Main Yahan Tu Wahan, Jindagi Hai Kahan
Waqt Jaise Thehar Gaya Hai Yehi,
Har Taraf Ek Ajab Udaasi Hai
Bekarari Kaa Aisa Aalam Hai,
Jism Tanhaa Hai Ruhh Pyaasi Hai
Teri Surat Abb Ek Pal
Kyun Najar Se Hatati Nahi
Raat Din Toh Kat Jate Hain,
Umar Tanhaa Katati Nahi
Chah Ke Bhi Naa Kuchh Kah Saku Tujhse Main
Chah Ke Bhi Naa Kuchh Kah Saku Tujhse Main
Dard Kaise Karu Main Bayaan
Main Yahan Tu Wahan, Jindagi Hai Kahan
Jab Kahi Bhi Aahat Huyi,
Yun Laga Ke Tu Aa Gaya
Khushbu Ke Jhonke Ki Tarah
Meri Sansein Mahka Gaya
Ek Woh Daur…
Aab To Hai Fasle Darmiyaan
Main Yahaan Tu Vahaan, Zindagi Hai Kahaan
Beeti Batein Yaad Aati Hai
Jab Akela Hota Hun Main
Boliti Hai Khamoshiyaan, Sabse Chupke Rota Hu Main
Ek Arsa Hua Muskuraye Huye…(2)
Aasoan Mein Dhali Daastaan
Mein Yahaan Tu …Jeeya Jaye Na