Chand chupa badal mein
Sharma ke meri janaàa
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana
Ghumsum sa hai, gupchup sa hai
Madhosh hai, khamosh hai
Ye sama haan yeh sama kuch aur hai
Ho ho ho chand chupa badal mein
Sharma make meri jana
Nazdeekiyan badh jaane de
Arre nahi baba nahi
Abhi nahin nahin nahin
Dooriyan mit jaane de
Arre nahi baba nahi
Abhi nahin nahin nahin
Door se hi tum ji bhar ke dekho
Tum hi kaho kaise door se dekho
Chaand ko jaise dekhta chakor hai
Aye ghumsum sa hai, gupchup sa hai
Madhosh hai, khamosh hai
Yeh sama haan ye sama kuch aur hai
O ho ho ho ho
Chand chupa badal main
Sharma ke meri jaana
Seene se lag ja tu
Balkha ke meri jaana..