menu-iconlogo
logo

Milne Ki Tum Koshish Karna

logo
Letras
Milne ki tum koshish karna

Vaada kabhi na karna

Milne ki tum koshish karna

Vaada kabhi na karna

Vaada to toot jata hai

Vaada to toot jata hai

Vaada to toot jata hai

Vaada to toot jata hai

Milne ki tum koshish karna

Vaada kabhi na karna

Milne ki tum koshish karna

Vaada kabhi na karna

Vaada to toot jata hai

Vaada to toot jata hai

Vaada to toot jata hai

Vaada to toot jata hai

Jab bhi tera jee chaahe

Tu paas mere aa jana

Mera pyaar bas tere liye hai

Tu na kabhi ghabrana

Jab bhi tera jee chaahe

Tu paas mere aa jana

Mera pyaar bas tere liye hai

Tu na kabhi ghabrana

Lekin sapnon mein milne ki

Kabhi na koshish karna

Lekin sapnon mein milne ki

Kabhi na koshish karna

Sapna to toot jata hai

Sapna to toot jata hai

Sapna to toot jata hai

Sapna to toot jata hai

Hoti hain be dard bahut hi

Is duniya ki rasmein

Mushkil kar deti hain nibhana

Pyaar wafa ki kasmein

Ho hoti hai be dard bahut hi

Is duniya ki rasmein

Mushkil kar deti hain nibhana

Pyaar wafa ki kasmein

Sheeshe jaise armaan lekar

Raahon se na guzrana

Sheeshe jaise armaan lekar

Raahon se na guzrana

Sheesha to toot jata hai

Sheesha to toot jata hai

Sheesha to toot jata hai

Sheesha to toot jata hai

Milne ki tum koshish karna

Vaada kabhi na karna

Milne ki tum koshish karna

Vaada kabhi na karna

Vaada to toot jata hai

Vaada to toot jata hai

Vaada to toot jata hai

Vaada to toot jata hai