Hmm..La..La..La ..
La..La..Laa ... (Rururururu ..)
Zara sa jhoom loon main
Arey na re na re na
Zaraa sa Ghoom lu main
Arey na re na re na
Aa Tujhe choom lu main
Arey na na baba na
Main chali.. banke hawa..
Rabba mere .. mainu bacha ..
Zara sa jhoom loon main
Arey na re na re na
Zaraa sa Ghoom lu main
Arey na re na re na
Aa Tujhe choom lu main
Arey na na baba na
main chali . Banke hawaa.
Rabba mere .. mainu bacha ..
Mausam yeh beimaan
Masti ka yeh sama ..
Roko o logon zameen pe
Girne laga aasmaan Thumak
, thumak ke jhulungi
Mein udke gagan ko chhoo lungi
Main chali .. banke hawa ..
Rabba mere .. mainu bacha ..
Zara sa jhoom loon main
Arey na re na re na
Zaraa sa Ghoom lu main
Arey na re na re na
Aa Tujhe choom lu main
Arey na na baba na
Thandi thandi pawan
Jalta hai yeh badan
Ji chaahta hai bana loon
Tujhko apna sajan
Hua nahin yeh pehle kabhi
Meri chaal
Badal gayi abhi, abhi
Main chali .. banke hawa ..
Rabba mere.. mainu bacha ..
Zara sa jhoom loon main
Arey na re na re na
Zaraa sa Ghoom lu main
Arey na re na re na
Aa Tujhe choom lu main
Arey na na baba na
Jati hai tu kahan
Jaaneman jaaneja
Ladki hai tu khubsoorat
Ladka mein naujawan
Tujhe, gale laga loon aa
Palkon mein tujhe basaa loon aa
Ho gaya .. mujhe nasha ..
Rabba mere .. mainu bacha ..
Zara sa jhoom loon main
Na re na re na
Zaraa sa ghoom lu main
Arey na re na re na
Aa tujhe choom lu main
Na re baba na
ho gaya .. mujhe nasha ..
Rabba mere .. mainu bacha ..
Aa .. aa. aa .. aa ..